Pyar Kya Hai?
Aksar
log kahte hai, Pyar kya hai ? Pyar
do Dilo ka ek Milan hai, Saral bhaasaah main kahe to pyar ka koi parivasha nahi
hai. Pyar sirf do dilo ka mel hota hai. Pyar ek ahshas hota hai. pyar kiya nahi
jaata hai pyar ho jata hai. Hum har roj koi n koi inshaan se milte hai, lekin
kis se kab pyar ho jaye hume pata nhi. Pyar anek bhawanao ka misran hai. Pyar
kisi se bhi ho sakta hai. Khud ke prati, ya janwar ke prati, ya kisi
inshaan k prati. Pyar do dilo ki aawaj hai jo dil ki dharkan se nikalti hai.
Pyar ek esa feeling hai, jise sabdo main bayan nahi kiya ja sakta hai. Pyar
aashani se kisi se bhi ho sakta hai. Pyar wo sakti hai jo kisi se lar sakta
hai.
Pyar Kab hota hai ?
Pyar
Kab Hota Hai, Iska koi biwaran nahi hai. Pyar kavhi bhi kahi bhi kisi bhi waqt
ho Sakta hai. Pyar ka koi umar nahi hota hai, Pyar humesha hota hai. Jab Do dil
aapas main milte hai tab pyar hota,
Kiu Hota Hai Pyar?
Pyar kiu hota hai, iska jawab pyar karne wale
bhi aaj tak de nahi paaye. Pyar jab kavhi vhi kahi bhi ho sakta hai. Pyar pahli nazar main bhi ho sakta hai ya to
kai mulakato main bhi ho sakta hai.
Sachhe Pyar ke kya kya lakshan hai-
Pyar ke kaafi lakshan hai.
1. Raat ko sone ka koshis karte hue bhi nind na
aana. Raat ko sara raat jaga rahna.
2. Baar Baar
unke Baare main Sochna.
3. Khana Khane
K time sirf uske baare main sochna.
4. Dosto K
Saath Bahar Jaane Par usko kaafi miss Karna.
5. Kisi se
Baat karne par uska naam bahar aa jana.
6. Usse
Milne ya dekhne ke liye dil humesha bechan hona.
7. Uske
Baare main agar koi kuch kahe to kaafi gussa hona.
8. Milne ke time Par agar wo na mile to man
kaafi udas hona.

ConversionConversion EmoticonEmoticon